Sorry ABC, PQR, XYZ

Sorry ABC, PQR, XYZ.
Maafi Maangu Bhi To Kis Mooh Se Main,
Dukhaya Hai Doston Ka Dil Anjane Main Maine

Na Socha Tha Kabhi Aayega Din Aisa,
Rulaya Hai Maine Doston Ko Anjane Main Maine

Na Socha Tha Khawab Main Bhi Kabhi,
Aisa Kar Diya Gunaah Anjane Main Maine

Dost Hote Hai Bhagwan Ka Ek Roop,
Na Ho Khafa Warna Maar Jayega Jayant

Kar De Tu Ek Aur Baar Maaf Yahi Hai Iltejah,
Kar De Is Dost Ko Maaf Hai Meri Fariyaad

Comments are closed.